Ringneck Parrot Hand Tame
Parrots › Ringneckطوطے
Jamshed Road, Karachi, Sindh1 week ago63 views
The seller prefers chat — no phone number on this ad.
Member since Oct 2026 · 1 active listing
Details
- Ageعمر
- 9 months
- Sexجنس
- male
- Delivery Availableڈیلیوری دستیاب
- no
- Colorرنگ
- green
Description
Beautiful Ringneck Young Parrot Age 9 Months Gender Male Hand tame hai aur haath par baithta hai. Haath se bhaagta nahi hai. Poora din ghar mein khula rehta hai aur cage se khud bahar aata hai. Apni marzi se bolta hai. Mithu Allah Hu kehta hai aur billi ki awaaz ke saath bohat si doosri awaazein bhi nikalta hai. Agar zyada pareshan kiya jaye to BITE bhi karta hai. Bohat healthy aur jumbo size parrot hai. Fruits corn vegetables aur mixed seeds har cheez shoq se khata hai. Paratha aur tomatoes bhi shoq se khata hai. Healthy feed aur soft food par pala hua hai. Sirf cereals par pala hua parrot nahi hai. Isi wajah se achi health aur weight mein hai. Male hone ke chances bohat zyada hain. Cage ke saath parrot diya jayega. Price 15000 Thora bohat price mein kami ho sakti hai. Note Market mein aapko is se saste parrots bhi mil jayenge lekin mera parrot apni health size taming aur bolne ki wajah se alag hai. Iski apni old video aur voice recording bhi available hai jismein iski asli awaaz aur bolna sun sakte hain. Interested buyers chat ya WhatsApp call message par rabta karein. Location Teen Hatti Ka Pull Flower Market Near Mubarak Masjid
Similar listings
black wing split hogo breeder pair available
1 yr · Pair
Garhi Shahu, Lahore5 hours ago33views
Some birds For sale
1 yr · Pair
Federal B Area - Block 17, Karachi6 hours ago51views
3 sey 3.5 Saal Ka Raw Male or female Breeder pair
1 yr · Pair
Others, Gujranwala6 hours ago15views
yellow ring nek female
1 yr 3 mo · Female
Wahdat Colony, Gujranwala6 hours ago15views
Baby Male Raw Parrot – Hand Tame
4 mo · Male
Nankana Sahib6 hours ago11views
Birds for sell
Pair
Kot Khadim Ali Shah, Sahiwal6 hours ago9views
Brader Payar
3 yr · Pair
Friends Colony, Rawalpindi6 hours ago8views
Swinson lorry
3 yr 2 mo · Female
Layyah6 hours ago59views