petsclub.pk
All Pakistan
Kabotar pinjra pigeon cage — photo 1
Kabotar pinjra pigeon cage — photo 2
Kabotar pinjra pigeon cage — photo 3
Kabotar pinjra pigeon cage — photo 4
Kabotar pinjra pigeon cage — photo 5
Kabotar pinjra pigeon cage — photo 6
Kabotar pinjra pigeon cage — photo 7
Kabotar pinjra pigeon cage — photo 8
1 / 8
Rs 21,000Negotiable

Kabotar pinjra pigeon cage

Pigeons › Teddyکبوتر

Dhok Kala Khan, Rawalpindi, Punjab1 week ago47 views

The seller prefers chat — no phone number on this ad.

Chodry Bilal Sibtain

Member since Oct 2026 · 1 active listing

Details

Ageعمر
6 months
Sexجنس
male
Delivery Availableڈیلیوری دستیاب
no

Description

Pigeon/kabotar ka pinjra for sale Pure sold lakar main order pe tyaar kraya gaya hai. Andar bahir se 3 coat ke sath paint kraya hua hai, dawai daal kar, jisay 15 saal tak deemak nahi lagy gi. Condition ki baat krain to 10/10 hai, kahin se toota nahi, 100% ok hai. Ise barish ke pani se bachaany k liye bahir se pena flex se cover bhi kiya hua hai ap ise khuly asmaan k nichy bhi istmaal kar sakty hain. Agar iske size ki baat krain to 4 feet uncha hai, 4 feet chora hai, aur dhai feet (2.6) pichay ki taraf ghera hai. Best for breeding. Iske andar 16 boxes bane hain breeding ke liye. Aik box ka size 1 feet uncha, sawa feet ghera aur sawa feet chora hai, jis mein asaani se joda anday bachay kar sakta hai ap pics main dekh sakty hain 16 jode asaani se is mein breeding kar sakte hain. More details for contact on WhatsApp Urgent sale, need money.

Similar listings