petsclub.pk
All Pakistan
Golden misri Murga (Rooster) Heavy Size - 100% Active & Healthy — photo 1
Golden misri Murga (Rooster) Heavy Size - 100% Active & Healthy — photo 2
Golden misri Murga (Rooster) Heavy Size - 100% Active & Healthy — photo 3
Golden misri Murga (Rooster) Heavy Size - 100% Active & Healthy — photo 4
1 / 4
Rs 3,000Negotiable

Golden misri Murga (Rooster) Heavy Size - 100% Active & Healthy

Hens & Roosters › Golden Misriمرغیاں

Lahore, Punjab2 weeks ago47 views

Muhammad Ahad

Member since Oct 2026 · 1 active listing

Details

Ageعمر
9 months
Sexجنس
male
Delivery Availableڈیلیوری دستیاب
no

Description

• Age: 9 say 10 Maah (Months) ka hai, full jawan pattha hai. • Health: 100% healthy, fully active aur energetic hai. • Vaccination: Tamam zaroori vaccines lagwayi hui hain, beemariyo say bilkul pak hai. • Weight & Height: Bohot achha heavy weight aur full outclass height hai jesa k tasveeron me saaf nazar aa raha hai. • Diet: Gharielu khuraq aur achhi feed par paala hua hai. Ghar ki murgiyon kay liye ya khane kay liye behtreen choice hai. Kisi qism ka koi masla nahi hai, aap aakar tasalli say check kar kay lay saktay hain. Price: Sirf Rs. 3000 (Moqa par thori bohot munasib gunjaish ho jaye gi). Fuzool offers denay walay door rahein. Sirf serious buyers hi rabta karein. Only WhatsApp par msg Kary [redacted phone number]

Similar listings