Ghar ki Pali Hui Khubsurat Desi Hen / Murghi For Sale
Hens & Roosters › Othersمرغیاں
Karak, Khyber Pakhtunkhwa6 days ago19 views
Member since Oct 2026 · 1 active listing
Details
- Ageعمر
- 7 months
- Sexجنس
- female
- Delivery Availableڈیلیوری دستیاب
- no
Description
Assalam-o-Alaikum! Ghar ki pali hui bohot hi active aur healthy desi murghi farokht karni hai. Ye hamare apne ghar ke bacho me se tayar hui hai. Details: Ek dafa eggs de chuki hai aur ab dobara eggs dene ke liye bilkul tayar hai. Ghar ka khalis daana aur khurak khane ki wajah se bohot tandrust aur active hai. Koi bemari nahi hai, 100% fit and clean. Mazeed tafseelat ya rabte ke liye call ya WhatsApp par contact kar sakte hain. Serious buyers hi rabta karein. JazakAllah! address: Deli Mela, Sabirabad, Karak
Similar listings
Asee pairl for sale negotiation available
Pair
Lahore1 hour ago8views
desi murghi pair
Pair
Manzoor Colony, Karachi1 hour ago20views
Thai Aseel Murga
1 yr 6 mo · Male
Burj Attari, Lahore1 hour ago10views
Golden Misiri Chick's 2 month Old Females
2 mo · Female
Green View Colony, Faisalabad2 hours ago21views
Healthy murgha for sale
1 yr 6 mo · Male
Askari 10, Rawalpindi2 hours ago22views
aseel maadi available
4 yr · Female
Mansehra Bypass Road, Mansehra2 hours ago7views
pure miawali old blood line female
2 mo · Female
Allama Iqbal Town - Huma Block, Lahore2 hours ago6views
Aseel pair and murghi
7 mo · Pair
Swami Nagar, Lahore2 hours ago33views