petsclub.pk
All Pakistan
Cockatiel 2 Pairs + Cage For Sale - White 15M Lutino 12Mnth - — photo 1
Cockatiel 2 Pairs + Cage For Sale - White 15M Lutino 12Mnth - — photo 2
Cockatiel 2 Pairs + Cage For Sale - White 15M Lutino 12Mnth - — photo 3
Cockatiel 2 Pairs + Cage For Sale - White 15M Lutino 12Mnth - — photo 4
1 / 4
Rs 22,500Negotiable

Cockatiel 2 Pairs + Cage For Sale - White 15M Lutino 12Mnth -

Parrots › Cockatielطوطے

Lyari Town, Karachi, Sindh3 weeks ago80 views

Bilal

Member since Oct 2026 · 1 active listing

Details

Sexجنس
pair
Delivery Availableڈیلیوری دستیاب
no

Description

Assalam o Alaikum Mere pas ghar ke pale hue 4 Cockatiels hain, 2 pairs hain. Ye fully healthy, active aur friendly hain. Ghar ki breed hai, koi bemari nahi. Males 2 White color me hain, age 15 months hai, Lutino females 2 hain, age 12 months hai. Ye perfect breeder age hai, pehli breed ke liye ready hain. Rozana mix seeds, sunflower aur sabziyan khate hain. aik apir 10k ka h or dono pair 20k Pinjra bhi available hai, sath me 2 lakdi ke breeding boxes bhi hain. Agar pinjre ke sath chahiye to mil jayega isky 2500 alag hen Sirf Karachi wale rabta karen. or serious buyer contact plzz Location Mosalane lyari town Near Pathan Masjid Karachi hai. Shukria.

Similar listings