petsclub.pk
All Pakistan
Active Persian Cats Pair / Persian Doll Face Cats / Breading Cats — photo 1
Active Persian Cats Pair / Persian Doll Face Cats / Breading Cats — photo 2
Active Persian Cats Pair / Persian Doll Face Cats / Breading Cats — photo 3
1 / 3
Rs 19,999Negotiable

Active Persian Cats Pair / Persian Doll Face Cats / Breading Cats

Cats › Persianبلیاں

Mustafa Abad, Lahore, Punjab5 days ago13 views

M.Hamza Amjad

Member since Oct 2026 · 1 active listing

Details

Ageعمر
18 months
Sexجنس
pair
Vaccinatedویکسین شدہ
yes
Delivery Availableڈیلیوری دستیاب
no
Colorرنگ
white

Description

Assalam-o-Alaikum! ‎ ‎Hum apni ghar ki pali hui bohat hi pyari aur active Persian cat pair (Male aur Female) ko sale kar rahe hain. ‎ ‎ Age : Dono cats ki umar 1.5 saal hai. Fully grown aur healthy hain. ‎ ‎ Breed / Face Type: Doll Face Soft Round Face, bohat hi khubsurat aur innocent look ke sath. ‎ ‎ Coat & Health: Double/Heavy coat hai, fur bilkul silk ki tarah soft, clean aur knot-free hai. ‎ ‎ Breeding Status: ‎ ‎ Female: Fully breeding-ready hai aur is waqt full heat par hai. ‎ Male: Active, healthy aur proper mature male hai. Breeding ke liye 100% fit pair hai. ‎ ‎Vaccination & Deworming: Dono ki vaccination 100% complete hai aur time par deworming bhi ki gayi hai. ‎ ‎ Litter Training: 100% litter-trained hain, ghar mein bilkul saaf-suthre tareeqay se rehte hain. ‎ ‎ Diet: Dry food (Topline cats good dete hyn) aur home-cooked chicken/soup shoq se khate hain. ‎ ‎Reason for Sale: Gahr mein space kam hone ki wajah se pair sale kar rahe hain. ‎ ‎ Price: Reasonable demand hai (Serious buyers rabta karein, fazool offer dene walay zahmat na karein). ‎ ‎ Location: Lahore (Dharampura / MustafaAbad ) ‎ ‎ Contact: Call ya WhatsApp par rabta karein [ [redacted phone number]].

Similar listings