petsclub.pk
All Pakistan
Ablak Bissar Tapra / Teddy Cross Bakra Aur Bakri (Jori) — photo 1
Ablak Bissar Tapra / Teddy Cross Bakra Aur Bakri (Jori) — photo 2
Ablak Bissar Tapra / Teddy Cross Bakra Aur Bakri (Jori) — photo 3
Ablak Bissar Tapra / Teddy Cross Bakra Aur Bakri (Jori) — photo 4
Ablak Bissar Tapra / Teddy Cross Bakra Aur Bakri (Jori) — photo 5
Ablak Bissar Tapra / Teddy Cross Bakra Aur Bakri (Jori) — photo 6
Ablak Bissar Tapra / Teddy Cross Bakra Aur Bakri (Jori) — photo 7
Ablak Bissar Tapra / Teddy Cross Bakra Aur Bakri (Jori) — photo 8
Ablak Bissar Tapra / Teddy Cross Bakra Aur Bakri (Jori) — photo 9
Ablak Bissar Tapra / Teddy Cross Bakra Aur Bakri (Jori) — photo 10
1 / 10
Rs 1.2 LacsNegotiable

Ablak Bissar Tapra / Teddy Cross Bakra Aur Bakri (Jori)

Livestock › Goatsمویشی

Quaidabad, Karachi, Sindh6 hours ago12 views

Hazique Mehmood

Member since Jul 2026 · 1 active listing

Details

Ageعمر
9 months
Sexجنس
pair
Delivery Availableڈیلیوری دستیاب
no

Description

Ablak Bissar Tapra / Teddy Cross Bakra Aur Bakri (Jori) MashaAllah dono bohat hi active, healthy aur khubsoorat janwar hain. Ghar ke pale hue hain, bilkul fit hain. 1. Bakra: Age: 9.5 Months Wazan: Taqreeban 30 kg Khusoosiyat: Qurbani, palne ya breeding ke liye behtareen 2. Bakri (Cross / Gabban): Age: 9.5 Months Wazan: Taqreeban 30 kg Details: Ye bakri isi bakray se cross ho chuki hai aur ab iska 3rd month chal raha hai. Status: Mehsoos hone laga hai ke gabban hai (100% confirm nahi hai, lekin umeed hai ke January mein pehli baar bacha ya bachy degi InshaAllah). Khusoosiyat: Sehatmand, khubsoorat aur palne/breeding ke liye zabardast Demand (Rates): Sirf Bakra: 70,000 (Final) Sirf Bakri: 60,000 (Final) Dono Ek Sath (Jori): 120,000 (Final) (Note: Rates bilkul final hain, kam karwane wale hazrat rabta na karen) Location: Quaidabad, Malir

Similar listings